Blog kya hota hai hindi main jankari ? What is blog in hindi ?
Hello friends aaj hum is post main janenge blog kise kehte hain ? what is blog ? dosto aaj ke time main jadatar peoples ko pta hota hai ki blog kya hota hai ? par fir bhi jo new users hote hain vo jaldi nahi samajh pate hai ki blogging kaise karte hain ? blog banane ke kya fayede hain ? dosto in sab question ka answer aaj hum is post main janenge.
Blog kise kehte hain ? Blogger kya hota hai ? Blogging kese karte hain ?
Friends ye ek aisa plateform hai jiske through hum apni knowledge, apne work, apne experience, apni feelings ya koi bhi event agar hum karna chahte hain to hum aise chijo ko duniya ke saath share kar sakte hain. aajkal to log apne articles khud likhkar isse earning bhi karte hain, kuch log interesting videos bna kar apne blog par upload karte hain jisse duniya tak vo apni chhavi rakhte hain dosto or bhi bohot sari aise chije hain jo ki hum blog se kar sakte hain.
Friends world main lakhs crores blog hain jo daily updates hote hain unke admin usme kuch na kuch daily information dalte rehte hain isi ko hi hum blogging ke name se jante hain. or dosto ab aap soch rhe honge blogger kise kehte hain ?
To dosto jo koi bhi person blog ko banata hai or usme apni informations and other things dusro ke saath share karta hai usi ko blogger kehte hian.
Blog banane ke kya fayede hain ?
- Friends ye ek free feature hota hai jo ki google hume free main provide karta hai isko koi bhi person bina paise ke create kar sakta hai.
- Dosto blog likhkar hum apni baaton ko jada se jada logo tak kam se kam time me pahuncha sakte hain.
- Ek accha sa blog likhkar hum acchi khasi earning bhi kar sakte hain.
- Ye ek aisa platform hota hain jaha par aapni koi bhi new things world ke saamne rakh sakte hain or kuch new information bhi grab kar sakte hain.
- Dosto important thing to ye hai ki hume blog likhne ka koi paisa bhi nahi dena padta balki ulta milta hi hai acchi blogging karke.
- Blog banane ke liye hume na koi extra codding ki jarurt hoti hai or na hi jada time ki ye bahut hi kam time main banaya ja sakta hai.
- Friends hume google kisi bhi language main blog likhne ka chance deta hain jo ki bahut hi accha feature hai.
Conclusion
Friends ye thi humari aaj ki post hum aasha karte hain ki aapko humari ye post pasand aayi hogi. dosto agar aap post ke bare main koi or information chahte hain ya hume apna koi bhi suggestion dena chahte hain to aap hume comment box main comment karke de sakte hai. Thanks..
Health Tips and Tricks, Blogger Tips and Tricks, Facebook Tips and Tricks, Website Tips and Tricks, Make Money Tips and Tricks, Computer Tips and Tricks, Education Tips And Tricks, Whatsapp Tips and Tricks, Phone Tips and Tricks, Internet Tips and Tricks, Games Tips and Tricks, Beauty Tips and Tricks, Tips and Tricks in Hindi... go to https://mkbloggers.blogspot.in/
ReplyDelete